Lyric4U
Chaand Taare

Yes Boss

Watch Video
Lyrics
Joh bhi chahoon woh main paoon
Zindagi mein jeet jaoon
Chaand taare todh laoon
Saari duniya par main chhaoon
Bas itna sa khwaab hai
Bas itna sa khwaab hai
Chaand taare todh laoon
Saari duniya par main chhaoon
Bas itna sa khwaab hai
Bas itna sa khwaab hai
Yaar tu bhi sun zara
Aarzoo meri hai kya
Main kya ban jaana chahta hoon
Main kahan kharaab hoon
Main toh lajawaab hoon
Main yeh manvana chahta hoon
Maan ja aye khuda
Itni si hai dua
Main ban jaoon sabse bada
Main ban jaoon sabse bada
Mere peeche mere aage
Haath jode duniya bhaage
Bas itna sa khwaab hai
Bas itna sa khwaab hai
Shaan se rahoon sada
Mujhpe log ho fida
Haseenayein bhi dil ho khoti
Dil ka yeh kamal khile
Sone ka mahal mile
Barasne lage heere moti
Maan ja aye khuda
Itni si hai dua
Main zyada nahi maangta
Main zyada nahi maangta
Saari daulat saari taqat
Saari duniya par hukumat
Bas itna sa khwaab hai
Bas itna sa khwaab hai
Watch Video