Bunty Aur Babli
Bunty Aur Babli
Lyrics
Chal chal chal chal chalat chalat
Jab thaat dikhaye aur baat dikhaye, oye Bunty
Pal pal pal pal palat palat
Jab kamar ghumaye aur hosh udaye, oye Babli
Arre lattu ghumaike, chakkar chalaike
Loot le ho duniya ko thenga dikhaike
O aisa koi saga nahi jisko thaga nahi
Kaisi maari langdi ki soya jaga nahi
Chal chal chal chal chalat chalat
Jab thaat dikhaye aur baat dikhaye, oye Bunty
Pal pal pal pal palat palat
Jab kamar ghumaye aur hosh udaye, oye Babli
Bunty aur Babli, Bunty aur Babli
In dono ki jodi shaamat, shaamat aur qayamat yaaron
Bunty aur Babli, Bunty aur Babli
In dono ki jodi shaamat, shaamat aur qayamat yaaron
Chal re, chal re
Ghoom rahe hai saare aasman ke taare saare
Jahan bhi subah hogi mil hi jayenge kinare
Chal chal chal chal chalat chalat
Jab thaat dikhaye aur baat dikhaye, oye Bunty
Pal pal pal pal palat palat
Jab kamar ghumaye aur hosh udaye, oye Babli
Ho ishqa de tevar ghane, tevar dhane
Nakhron ke zevar bane, zevar bane
Dekho kahin aate jaate mil jaye dono yahin
Roothte, manate, maaf karte mile
Jhoote jhoote honth saaf karte mile
Chal chal chal chal chalat chalat
Jab thaat dikhaye aur baat dikhaye, oye Bunty
Pal pal pal pal palat palat
Jab kamar ghumaye aur hosh udaye, oye Babli
Bunty aur Babli, Bunty aur Babli
In dono ki jodi shaamat, shaamat aur qayamat yaaron
Bunty aur Babli, Bunty aur Babli
In dono ki jodi shaamat, shaamat aur qayamat yaaron
Ho khushboo hi khushboo pale, khushboo pale
Ishqa jahan tu chale, haan tu chale
Jaane kahan udte udte mil jaaye dono yahan
Ithlake chalta hua Bunty mile
Itrake chalti hui Babli mile
Dono ki kahaniyan zamana dohrayega, batayega, sunayega sada
Zamana dohrayega, batayega, sunayega sada

Watch Video