Boondon Se Baatein
Thakshak
Lyrics
Rim-jhim, rim-jhim
Boondon se baatein
Rim-jhim, rim-jhim
Boondon se baatein
Rim-jhim, rim-jhim
Boondon se baatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki yeh raatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki yeh raatein
Dekho karne lagi hoon main boondon se baatein
Boondon se baatein
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki yeh raatein
Dekho karne lagi hoon main boondon se baatein
Rim-jhim, rim-jhim
Rim-jhim, rim-jhim
Rim-jhim, rim-jhim
Maine poocha boondon se
Maine poocha boondon se
Sach sach bolo hai raaz kya
Yoon barse ghata kis gham mein
Kehne lage yeh toh aansun hai
Kisi ki chaah mein khushiyon ke
Parvat ki deewani woh
Barse ghata mastani woh
Mujhpe bhi hai deewanapan kisi ka
Dekho karne lagi hoon main boondon se baatein
Boondon se baatein
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki yeh raatein
Dekho karne lagi hoon main boondon se baatein
Saandhi saandhi khushboo hai
Saandhi saandhi khushboo hai
Rim-jhim rim-jhim boondein girein
Kaisi mehak uthi hai zameen yeh
Baadal ne chhalkaya hai pyar
Dekho beqaraar zameen pe
Mujhpe bhi barsaya hai
Mujhko bhi mehkaya hai
Chhalkaya pyar kisi ne mujhpe bhi
Dekho karne lagi hoon main boondon se baatein
Boondon se baatein
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Watch Video