Bindiya Chamke Choodi Khanke
Tumko Na Bhool Paayenge
Lyrics
Bindiya chamke ... choodi khanke
Bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
Haaye bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
O re sajan tohe mhaari kasam
O re sajan tohe mhaari kasam
Arre maang ma bhar de taare
Hoye bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
Hey bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
Chupti nahi dil ki baatein
Sab keh jaati hai aankhen
Mujhko kuch kuch hota hai
Jab thaame tu yeh baahein
Hum khudko bhool jaayenge
Tumko na bhool paayenge
Tumko agar bhool jaayenge
Hum jeena na chahenge
Poore huye armaan saare bas mein nahi hum hamare
Hum ho gaye tumhare
Haaye bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
Dil yeh jab lag jaata hai
Phir toh jiya nahi jaata hai
Tum joh nazar aa jaate ho
Kuch bhi nazar nahi aata hai
Haan pal do pal ki baat nahi
Yeh janamo ka naata hai
Jis se pyar ho uska naam
Dil pe likha jaata hai
Arre dil yeh de doon jaan bhi de doon, karde agar tu ishare
Hum ho gaye tumhare
Haaye bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
O re sajan mohe thaari kasam
O re sajan mohe thaari kasam
Thaari maang ma bhar doon taare
Bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
Bindiya chamke choodi khanke laung maare lashkare
Hum ho gaye tumhare
O hum ho gaye tumhare
O hum ho gaye tumhare
Hum ho gaye tumhare
Hum ho gaye tumhare
Watch Video