Bimar Dil
Pagalpanti
Lyrics
Zara zara close tu aake mera chain chura le
Chori chori sabse chupake kahin door leja re
Zara zara close tu aake mera chain chura le
Chori chori sabse chupake kahin door leja re
Kya kahun kya haal mera
Ho gaya dil yaar tera
Ik baar tu aake mil, tu aake mil, tu aake mil
Tera bimar mera dil
Mera jeena hua muskhil
Karun kya haaye
Tera bimar mera dil
Mera jeena hua muskhil
Karun kya haaye
Jaane doon na tujhko ab joh aa hi gaye ho
Aake mujhse meri neendein chura hi gaye ho
Kab se tera haan tera intezar kiya
Pyaasi meri nigahein tujhko paas bulaye
Paas bulake teri saanson mein kho jaaye
Tu hai mera yeh maine jaan liya
Kya kahun kya haal mera
Ho gaya dil yaar tera
Ik baar tu aake mil, tu aake mil, tu aake mil
Tera bimar mera dil
Mera jeena hua muskhil
Karun kya haaye
Tera bimar mera dil
Mera jeena hua muskhil
Karun kya haaye
Tera ho jaunga, tujh mein kho jaunga
Khoke main toh yaara tujh mein reh jaunga
Maine kiya haan yeh ikraar kiya
Dil tujhi pe aaya mera, tu hi toh saaya mera
Saaya mera banke kyun sukoon churaya mera
Tu hi bata kyun aise bekarar kiya
Kya kahun kya haal mera
Ho gaya dil yaar tera
Ik baar tu aake mil, tu aake mil, tu aake mil
Tera bimar mera dil
Mera jeena hua muskhil
Karun kya haaye
Tera bimar mera dil
Mera jeena hua muskhil
Karun kya haaye
Watch Video