Lyric4U
Bholi Si Surat

Dil To Pagal Hai

Watch Video
Lyrics
Bholi si surat
Aankhon mein masti, aye haai
Arre bholi si surat
Aankhon mein masti
Door khadi sharmaye, aye haai
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chup jaye, aye haai
Meri nazar se tum dekho toh
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat
Aankhon mein masti
Door khadi sharmaye, aye haai
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chup jaye, aye haai
Meri nazar se tum dekho toh
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat
Aankhon mein masti, aye haai
Hmmm ... la la la
Aa aa aa ... la la la
Aa aa aa ... la la la
Ladki nahin hai, woh jaadu hai
Aur kaha kya jaye
Raat ko mere khwaab mein aayi
Woh zulfein bikhraye
Aankh khuli toh dil chaha
Phir neend mujhe aa jaye
Bin dekhe yeh haal hua
Dekhoon toh kya ho jaye
Bholi si surat
Aankhon mein masti
Door khadi sharmaye, aye haai
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chup jaye, aye haai
Meri nazar se tum dekho toh
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat
Aankhon mein masti, aye haai
La la la ... la la la ... la la la
La la la ... o o o ... aa ha ha aa
Aa aa aa ... la la la
Saawan ka pehla badal
Uska kajal ban jaye
Mauj uthe sagar mein jaise
Aaise kadam uthaye
Rab ne jaane kis mitti se
Uske ang banaye
Cham se kaash kahin se mere
Saamne woh aa jaye
Bholi si surat
Aankhon mein masti
Door khadi sharmaye, aye haai
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chup jaye, aye haai
Meri nazar se tum dekho toh
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat
Aankhon mein masti
Door khadi sharmaye, aye haai
Aye haai!
Watch Video