Lyric4U
Bhar Do Jholi Meri

Bajrangi Bhaijaan

Watch Video
Lyrics
Tere darbaar mein
Dil thaam ke woh aata hai
Jisko tu chahe
Aye nabi tu bulata hai
Tere dar par sar jhukaye
Main bhi aaya hoon
Jiski bigdi haai nabi
Chahe tu banata hai
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
Band deedon mein bhar daale aansoon
Sil diye maine dardo ko dil mein
Band deedon mein bhar daale aansoon
Sil diye maine dardo ko dil mein
Jab talak tu bana de na bigdi
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali ... khali
Bhar do jholi ... aaka ji
Bhar do jholi ... hum sab ki
Bhar do jholi ... nabi ji
Bhar do jholi meri sarkar-e-medina
Laut kar main na jaonga khali
Khojte khojte tujhko dekho
Kya se kya ya nabi ho gaya hoon
Khojte khojte tujhko dekho
Kya se kya ya nabi ho gaya hoon
Bekhabar darbadar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon
Bekhabar darbadar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon
De de ya nabi mere dil ko dilasa
Aaya hoon door se main hoke ruhansa
De de ya nabi mere dil ko dilasa
Aaya hoon door se main hoke ruhansa
Kar de karam nabi mujh pe bhi zara sa
Jab talak tu
Jab talak tu panaah de na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
Bhar do jholi meri tajdar-e-medina
Laut kar main na jaonga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin raha hai na tu dhadkane
Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin raha hai na tu dhadkane
Aah nikhli hai toh chaand tak jayegi
Tere taaron se meri dua aayegi
Aah nikhli hai toh chaand tak jayegi
Tere taaron se meri dua aayegi
Aye nabi haan kabhi toh subah aayegi
Jab talak tu sunega na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Allah!
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
De taras kha taras mujhpe aaka
Ab laga le tu mujhko bhi dil se
De taras kha taras mujhpe aaka
Ab laga le tu mujhko bhi dil se
Jab talak tu mila de na bichdi
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaonga khali
Bhar do jholi ... aaka ji
Bhar do jholi ... hum sab ki
Bhar do jholi ... nabi ji
Bhar do jholi meri sarkar-e-medina
Laut kar main na jaonga khali
Dum dum Ali Ali ... dum Ali Ali
Dum dum Ali Ali ... dum Ali Ali
Yah Ali ... yah Ali!
Yah Ali ... yah Ali!
Watch Video