Bezubaan Kab Se
Street Dancer 3D
Lyrics
Samajh na mujhe, samajh na mujhe, samajh na mujhe halka re
Sambhal ke zara, sambhal ke zara, sambhal ke zara rehna re
Seene mein hai dariya
Hai koi na aur zariya
Keh dunga joh nahi kaha kabhi
Bezubaan, bezubaan, bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Watch out we're back again, yo!
Watch out we're back again, yo!
Junoon mera hai ek dariya
Dariya hai roke se rukna nahi
Toofan ke aage jhukna nahi
Cheerke toofan ke paar le jaayega
Nachna meri jubaani hai nachna
Hai mera dana hai pani hai nachna
Nasha kahun toh toofani hai nachna
Main raja hoon meri rani hai nachna
Nachna mera samman hai nachna
Teer se chhuta kamaan hai nachna
Mera dharam aur imaan hai nachna
Ek hi mera bhagwan hai nachna, bhagwan hai nachna
Kaat le, kaat le
Kat jayenge par hum ab jhukne wale nahi
Hum ek the, hum ek hai
Teri baaton se toh hum batne wale nahi
Seene mein hai dariya
Hai koi na aur zariya
Keh dunga joh nahi kaha kabhi
Bezubaan, bezubaan, bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Watch Video