Bekas Pe Karam Ki Jiye
Mughal-E-Azam
Lyrics
Ae mere mushkil kusha fariyaad hai fariyaad hai
Aapke hote hue duniya meri barbaad hai
Bekas pe karam ki jiye, sarkar-e-madina
Bekas pe karam ki jiye
Gardish mein hai taqdeer
Bhanwar mein hai safina
Gardish mein hai taqdeer
Bhanwar mein hai safina
Bekas pe karam ki jiye, sarkar-e-madina
Bekas pe karam ki jiye
Hai waqt-e-madad aaiye bigadi ko banane, bigadi ko banane
Goshida nahi aapse kuch dil ke fasane
Zakhmon se bhara hai kisi majboor ka seena
Bekas pe karam ki jiye
Chaayi hai musibat ki ghata gesuon wale, gesuon wale
Lillaah meri doobti kashti ko bachale
Toofan ke aasaar hai, dushvaar hai jeena
Bekas pe karam ki jiye
Gardish mein hai taqdeer
Bhanwar mein hai safina
Bekas pe karam ki jiye, sarkar-e-madina
Bekas pe karam ki jiye
Watch Video