Behka
Ghajini
Lyrics
Behka main behka
Woh behki hawa si aayi
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paayi
Hatke alag si thi
Bilkul juda si
Na hi adayein, na koi angdai
Behka behka main behka behka
Mehka mehka yeh mann hai mehka
Behka main behka
Woh behki hawa si aayi
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paayi
Dhadkan dhak dhak dhak hui
Dil tha tha tha thayi
Chaal dagmag dagmag dagmag hui
Jhumoon jhamak jhama jham
Rasta takoon takoon takoon main
Pal pal jagoon jagoon jagoon main
Baar baar badal karwat usko sochu main
Behka behka main behka behka
Mehka mehka yeh mann hai mehka
Guzre jahan se woh raunak udaye
Chalke nadi si woh
Mujhko bheegoti jaaye
Woh gungunaye
Nageenein lutaye
Khatta sa bachpan, meethi shararat
Thoda resham hai, thodi nazakat
Kabhi sharmaye, kabhi lehraye
Us mein saahil hai
Aur jaane kitni gehrai
Behka main behka
Woh behki hawa si aayi
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paayi
Hatke alag si thi
Bilkul juda si
Na hi adayein, na koi angdai
Behka behka main behka behka
Mehka mehka yeh mann hai mehka
Uski boli jaise phoolon ki toli
Uska chalna rituyein badalna
Jhooth bhi uske sach lage, achche lage
Sach se bhi bade lage
Raah mein uski haath bandhe
Palke bichaye huye
Sar ko jhukaye huye
Khushbuyon se chahe huye
Taktaki lagaye huye
Saath saath jaane
Kitne saare mausam khade rahe
Behka main behka
Woh behki hawa si aayi
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paayi
Behka main behka
Woh behki hawa si aayi
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paayi
Hatke alag si thi
Bilkul juda si
Na hi adayein, na koi angdai
Behka main, haan behka behka main
Behka main, o behka behka behka main
Behka main, haan behka behka main
Behka main, o behka behka behka main
Behka main, haan behka behka main
Behka main, o behka behka behka main
Watch Video