Lyric4U
Beeti Na Bitai Raina

Parichay

Watch Video
Lyrics
Beeti na bitai raina
Birha ki jaai raina
Beeti na bitai raina
Birha ki jaai raina
Bheegi hui akhiyon ne
Lakh bujhaai raina
Beeti na bitai raina
Birha ki jaai raina
Bheegi hui akhiyon ne
Lakh bujhaai raina
Beeti na bitai raina
Beeti hui batiyan koi dohraye
Bhoole huye naamo se koi toh bulaye
Beeti hui batiyan koi dohraye
Bhoole huye naamo se koi toh bulaye
Chaand, ho o chaand ki bindi wali
Bindi wali ratiyan
Jaagi hui akhiyon mein
Raat na aayi raina
Beeti na bitai raina
Birha ki jaai raina
Bheegi hui akhiyon ne
Lakh bujhaai raina
Beeti na bitai raina
Yug aate hai aur yug jaaye
Choti choti yaadon ke pal nahi jaaye
Yug aate hai aur yug jaaye
Choti choti yaadon ke pal nahi jaaye
Jhooth se kaali laage
Laage kaali ratiyan
Roothi hui ankhiyon ne
Lakh manai raina
Beeti na bitai raina
Birha ki jaai raina
Bheegi hui akhiyon ne
Lakh bujhaai raina
Beeti na bitai raina
Birha ki jaai raina
Beeti na bitai raina
Watch Video