Bawaria
Dhadak 2
Lyrics
Berang thi main, hai rang diya
Mila joh tera hai sang piya
Main teri hawa mein kahan udd gayi
Tune moda jahan main wahan mud gayi
Haan tere bina baje na yeh payaliya
Main nachun kamariya bandh ke
Mera sab kuch tujhko maan ke
Teri dhun mein seena taan ke
Teri ho gayi, ho gayi, ho gayi bawaria
Main nachun kamariya bandh ke
Mera sab kuch tujhko maan ke
Teri dhun mein seena taan ke
Teri ho gayi, ho gayi, ho gayi bawaria
O bawaria ... O bawaria ... O bawaria
Khoya-khoya sa, khoya khoya, khoya-khoya sa
Khoya khoya sa rehta hoon yahin aajkal mere yaaron mein
Dil mera kahin lagta hi nahin, chal chale kahin taaron mein
Kisi ko kuch bhi tu na batana
Thoda sa pagal hai yeh zamana
Tu jab se mila tab se main tera hua, hai sabko pata
Haan teri hawa mein kahan udd gayi
Tune moda jahan main wahan mud gayi
Haan tere bina baje na yeh payaliya
Main nachun kamariya bandh ke
Mera sab kuch tujhko maan ke
Teri dhun mein seena taan ke
Teri ho gayi, ho gayi, ho gayi bawaria
Main nachun kamariya bandh ke
Mera sab kuch tujhko maan ke
Teri dhun mein seena taan ke
Teri ho gayi, ho gayi, ho gayi bawaria
Chalun bawaria main teri ore
Tere ishq ne bandhi kaisi dor
Run-jhun run-jhun kare dil yeh shor
Jaise jhajhan jhanke chaaron ore
Chalun bawaria main teri ore
Tere ishq ne bandhi kaisi dor
Run-jhun run-jhun kare dil yeh shor
Jaise jhajhan jhanke chaaron ore
Tu nache kamariya bandh ke
Tera sab kuch mujhko maan ke
Meri dhun mein seena taan ke
Meri ho gayi, ho gayi, ho gayi bawaria
Watch Video