Barsaat Mein Jab Aayega
Maa
Lyrics
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Barsaat mein ... o o o
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Sawan ka mahina, sawan ka mahina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Baarish mein bhi bheeg bheeg usse pyar karungi
Baarish mein bhi bheeg bheeg usse pyar karungi
Tirchi adaon se main uspe vaar karungi
Tirchi adaon se main uspe vaar karungi
Main uske aage nakhre hazar karungi
Beshumar karungi, baar baar karungi
Pallu se bandh lungi ki woh jaye kahin na
Pallu se bandh lungi ki woh jaye kahin na
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Sawan ka mahina, sawan ka mahina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Pagal banaungi usse payal ki chanak se
Pagal banaungi usse payal ki chanak se
Deewana karungi usse chhudi ki khanak se
Deewana karungi usse chhudi ki khanak se
Main kabhi kabhi jhooth muth ruth jaungi
Phir dheere dheere dheere dheere maan jaungi
Choti se baand lungi ki woh jaye kahin na
Choti se baand lungi ki woh jaye kahin na
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Sawan ka mahina, sawan ka mahina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Barsaat mein jab aayega sawan ka mahina
Sajan ko bana lungi angoothi ka nagina
Watch Video