Lyric4U
Bardaasht

Humraaz

Watch Video
Lyrics
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din, tere bin
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din, tere bin
Yeh ishq vishq toh yaar bada hai kamaal
Yeh paida karta hai laakhon sawaal
Yeh ishq vishq toh yaar bada hai kamaal
Yeh paida karta hai laakhon sawaal
Kahin khwaab yeh dikhata hai
Kahin dard yeh jagata hai
Yeh mushkilein badata hai
Jannat bhi yeh dikhata hai
Jannat se door jaaye kahan, jaaye kahan, jaaye kahan
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din, tere bin
(Sargam)
Bardaasht ... bardaasht
Joh na ho aarzu toh aashqui hai kya
Joh sanam na mile toh zindagi hai kya
Joh na ho aarzu toh aashqui hai kya
Joh sanam na mile toh zindagi hai kya
Yeh aashiqui lubhati hai
Lekin bada satati hai
Nazdeekiyan yeh laati hai
Kabhi dooriyan badati hai
Mit jaane do yeh dooriyan, yeh dooriyan, yeh dooriyan
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din, tere bin
Bardaasht ... bardaasht
Bardaasht ... bardaasht
Watch Video