Bandhu Tu Mera
Jawaani Jaaneman
Lyrics
Khudgarziyon se bhare aaja lamhe chura le sabhi
Kal ki kare hum kyun fikar saath lamhe bita le abhi
Na kare koi vaada
Na thoda na hi zyada
Aana hai toh aaja
Kya hai sochta
O bandhu tu mera mera
Hai tujhse dil ka vaasta
Tere sang hone se I'm always happy, happy happy
O bandhu tu mera mera
Hai tujhse dil ka vaasta
Tere sang hone se I'm always happy, happy happy
Happy happy ... happy happy
Baantein khushi gham ki dagar
Saath roye hase aisa apna safar
Baatein khushi gham ki dagar
Saath roye hase aisa apna safar
Bedhangiyan, badmashiyan
Saath hone se lagti sahi hai magar
Hai ulte karnaame
Apne kayi fasane
Aa gaaye milke gaane

Watch Video