Lyric4U
Ban Gaya Kutta

Pyaar Ka Punchnama

Watch Video
Lyrics
Bandh gaya patta dekho ban gaya kutta
Baandh ishq ka patta dekho ban gaya kutta
Bandh gaya patta dekho ban gaya kutta
Baandh ishq ka patta dekho ban gaya kutta
Arre mooh mein aa gaye chhote
Lag gaye poonch pe golden gote
Arre lag gaye chhote
Haaye mooh mein aa gaye chhote
Lag gaye poonch pe golden gote
Arre lag gaye chhote
Kaisi hui ni joojh
Bin ustare hi mund ki moonch
Dekho bhari jawani Sheela maiyya kaisa iska funda
Bandh gaya patta dekho ban gaya kutta
Baandh ishq ka patta dekho ban gaya kutta
Bandh gaya patta dekho ban gaya kutta
Baandh ishq ka patta dekho ban gaya kutta
Wah wah wah!
Ullu ke patte, super kutte ke bachche
Hamma hamma tie tie, sun rahe kya luchhe
Gadhe ki poot yahan mat moot
Gadhe ki poot yahan mat moot
Sun le baat meri, nahi toh teri maa ki choo-di
Kudi ne dali boti
Doodh bhigoyi roti
Arre pyar se puchkara
Puchu puchu bol pukara
Aji pyar se puchkara
Puchu puchu bol pukara
Tune samjha ke love hai
Tu iska ab rab hai
Kabhi bajhi joh ghanti
Entered wife and Bunty
Tu bhaage soch sab jhand hai
Woh boli tu hi toh best friend hai
Usne palkein jhapkai
Phir jhat se collar layi
Maathe pe ki ik pappi
Garma garam innocent jhappi
Tu khush ho hokar kooda
Hans hanskar poonch hilayi
Baandh tujhe kone mein
Phir Bunty sang odhi rajayi
Tu de raha tha pehra
Woh khol raha tha sehra
Woh baja raha tha, wah
Woh baja raha tha
Woh baja raha tha beat
Sound badi thi sweet
Woh baja raha tha, wah wah
Woh le gaya note karara
Tujhko de gaya chillar chutta