Balam Pichkari
Yeh Jawaani Hai Deewani
Lyrics
Itna maza kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya
Itna maza kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaya
Ho teri malmal ki kurti
Gulaabi ho gayi
Manchali chaal kaise
Nawaabi ho gayi, toh?
Balam pichkari
Joh tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori
Sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke
Joh tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki
Bhabhi ho gayi
Balam pichkari
Joh tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori
Sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke
Joh tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki
Bhabhi ho gayi
Teri kalai hai
Haathon mein aayi hai
Maine maroda toh
Lagti malai hai
Mehenga padega yeh
Chaska malai ka
Upvaas karne mein
Teri bhalai hai
Ho bindiya teri
Mehtaabi ho gayi
Dil ke armaanon mein
Behisaabi ho gayi, toh?
Balam pichkari
Joh tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori
Sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke
Joh tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki
Bhabhi ho gayi
Balam pichkari
Joh tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori
Sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke
Joh tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki
Bhabhi ho gayi
Kyun no vacancy ki
Hothon pe gaali hai
Jabki tere dil ka
Kamra toh khaali hai
Kamra toh khaali hai ...
Mujhko pata hai re
Kya chahta hai tu
Boli bhajan teri
Neeyat qawali hai
Zulmi yeh haazir jawaabi ho gayi
Tu toh har taale ki
Aaj chaabi ho gayi, toh?
Balam pichkari
Joh tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori
Sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke
Joh tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki
Bhabhi ho gayi
Balam pichkari
Joh tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori
Sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke
Joh tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki
Bhabhi ho gayi
Haan bole re zamana
Kharabi ho gayi
Haan bole re zamana
Kharabi ho gayi
Watch Video