Lyric4U
Bahon Ke Darmiyan

Khamoshi: The Musical

Watch Video
Lyrics
Bahon ke darmiyan do pyar mil rahe hai
Bahon ke darmiyan do pyar mil rahe hai
Jaane kya bole mann
Dole sunke badan
Dhadkan bani zuban
Bahon ke darmiyan do pyar mil rahe hai
Jaane kya bole mann
Dole sunke badan
Dhadkan bani zuban
Bahon ke darmiyan
Khulte band hote labon ki yeh ankahi
Khulte band hote labon ki yeh ankahi
Mujhse keh rahi hai ke badhne de bekhudi
Mil yoon ke daud jaaye nas nas mein bijliyan
Bahon ke darmiyan do pyar mil rahe hai
Jaane kya bole mann
Dole sunke badan
Dhadkan bani zuban
Bahon ke darmiyan
Aasmaan ko bhi yeh haseen raaz hai pasand
Aasmaan ko bhi yeh haseen raaz hai pasand
Uljhi uljhi saanson ki awaaz hai pasand
Moti luta rahi hai saawan ki badliyan
Bahon ke darmiyan do pyar mil rahe hai
Bahon ke darmiyan do pyar mil rahe hai
Jaane kya bole mann
Dole sunke badan
Dhadkan bani zuban
Bahon ke darmiyan
Watch Video