Lyric4U
Badi Mushkil Hai

Anjaam

Watch Video
Lyrics
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Koi usse dhoondke laye na
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Koi usse dhoondke laye na
Jaake kahan main rapat likhaon
Koi batlaye na
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Koi usse dhoondke laye na
Jaake kahan main rapat likhaon
Koi batlaye na
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Sapno mein aane waali baahon mein kab aayegi
Kitne dino tak mujhko aise woh tadpayegi
Sapno mein aane waali baahon mein kab aayegi
Kitne dino tak mujhko aise woh tadpayegi
Dekhon mudke jidhar
Paaye wohi nazar
Meri dagar, mera safar, woh meri manzil
Deewaana hai samaa jaage hai armaan
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Deewangi ki hadh se aage guzar na jaaon
Aankhon mein uska chehra kaise usse dikhlaon
Deewangi ki hadh se aage guzar na jaaon
Aankhon mein uska chehra kaise usse dikhlaon
Woh hai sab se haseen
Waisa koi bhi nahi
Mere khuda, uski ada hai badi qatil
Mujhe nahi pata chhaya hai kya nasha
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Koi usse dhoondke laye na
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Koi usse dhoondke laye na
Jaake kahan main rapat likhaon
Koi batlaye na
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Main roun ya hasoon
Karoon main kya karoon
Watch Video