Badi Mushkil
Lajja
Lyrics
Kangna kangna kangna
Jhumka jhumka jhumka
Payaliya payaliya
Kangna kangna kangna
Jhumka jhumka jhumka
Payaliya payaliya
Chhanak chhanak ke bole
Chhanak chhanak ke bole ... o o o
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kala kala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhaliye
Zara bachke rehna chhaliye
Meri ada bhi hai qatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kala kala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Koi kahe ho mujhko chhamiya
Koi kahe mujhko nautanki
Shehar shehar meri baatein, Mumbaiya Barabanki
Sab kahe mujhse aake mil
Aake mil baba aake mil
Meri ada bhi hai qatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kala kala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kala kala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Chal chale in galiyon se
Chal chale rang raliyon se
Loot na le pyaase bhanwre khushboo mehaki kaliyon se
Yeh nahi chahat ke qaabil
Yeh nahi chahat ke qaabil
Meri ada bhi hai qatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kala kala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhaliye
Zara bachke rehna chhaliye
Meri ada bhi hai qatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kala kala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Watch Video