Lyric4U
Baazigar O Baazigar

Baazigar

Watch Video
Lyrics
O mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raat bhar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
O mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raat bhar
Baazigar main baazigar
Dilwaalon ka main dilbar
Baazigar main baazigar
Dilwaalon ka main dilbar
O dil leke dil diya hai
Sauda pyar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Chupke se aankhon ke raste
Tu mere dil mein samaya
Chahat ka jaadu jagake
Mujhko dewaana banaya
Pehli nazar mein bani hai
Tu mere sapno ki rani
Yaad rakhegi yeh duniya
Apni wafaa ki kahani
O mera chain churake
Meri neendein udaake
Kho na jaana kisi modh par
Baazigar main baazigar
Dilwaalon ka main dilbar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
O dil leke dil diya hai
Sauda pyar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar
Dhak dhak dhadakta hai yeh dil
Bolo na kya keh raha hai
Paas aao bata doon
Na baba dar lag raha hai
Mujhko galat na samajhna
Main nahi baadal aawara
Dil ki deewaron pe maine
Naam likha hai tumhara
O tere pyar pe qurbaan
Mera dil meri jaan
Tujhe lag jaaye meri umar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Baazigar main baazigar
Dilwaalon ka main dilbar
O mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raat bhar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar
Watch Video