Baatein Hawa Hai
Cheeni Kum
Lyrics
Baatein hawa hai sari sari ke sari kyun hai kyun, hai kyun, hai kyun, hai kyun

Rukhi si khali khali ulti yeh duniya sari kyun hai kyun, hai kyun, hai kyun
Kehna joh chahe kyun keh na paaye
Aankhen joh bole teri hadhon se kyun na bole

Dekho na dekho na lagta ajooba hai
Yeh khud hi jaane kya iska mansooba hai
Dekho na dekho na lagta ajooba hai
Yeh khud hi jaane kya iska mansooba hai
Chhe foot ki deewaar pe kyun dil ki khidki nahi
Yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahi nahi
Palle pada hai kyun mere hi tauba
Apni hi kehta hai apni hi sunta hai dekho na
Baatein hawa hai sari sari ke sari kyun hai kyun, hai kyun, hai kyun, hai kyun
Rukhi si khali khali ulti yeh duniya sari kyun hai kyun, hai kyun, hai kyun
Seedhe raste kabhi yeh na chalne wala
Rab ne isse tedhe saanche mein hai dhaala

Bande ko zoo mein rakho, khulla na isse chhodo
Khulla joh chhoda toh rabba mere jaane kya ho
Rehta hai jaane kaun se jahaan mein
Dekha na jaana na maine toh aisa yahan koi

Watch Video