Lyric4U
Baar Baar Dekho

China Town

Watch Video
Lyrics
Baar baar dekho hazar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai hamara dilruba
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Baar baar dekho hazar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai hamara dilruba
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Haan ji haan aur bhi honge dildaar yahan
Lakhon dilon ki bahaar yahan
Par yeh baat kahan
Haan ji haan aur bhi honge dildaar yahan
Lakhon dilon ki bahaar yahan
Par yeh baat kahan
Yeh bemisal husn lajawab yeh ada
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Baar baar dekho hazar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai hamara dilruba
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Dil mila ek jaan-e-mehfil mila
Ya chirag-e-manzil mila
Yeh na poocho ke kahan
Dil mila ek jaan-e-mehfil mila
Ya chirag-e-manzil mila
Yeh na poocho ke kahan
Naya naya yeh aashiqui ka raaz hai mera
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Baar baar dekho hazar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai hamara dilruba
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Balle balle uthke mister kyun chale
Pyar pe mere kaho kyun jale
Baith bhi jao meharban
Balle balle uthke mister kyun chale
Pyar pe mere kaho kyun jale
Baith bhi jao meharban
Dua karo mile tumhe bhi aisa dilruba
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Baar baar dekho hazar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hai hamara dilruba
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Taali ho ... taali ho ... taali ho
Watch Video