Lyric4U
Baamulaiza

De Dana Dan

Watch Video
Lyrics
Everybody now join me in the song
Clap your hands and shake on your waist
And move on your feet along
(Rap verse)
Everybody now join me in the song
Clap your hands and shake on your waist
And move on your feet along
Everybody now join me in the song
Aao yaaron jashn mana lo
Let's just carry on
Ishq karne ka maza hai
Ishq ke izhaar mein
Dekhta hoon main khuda bhi
Nakhuda bhi yaar mein
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo yeh husn waale
Ishq waalo karo salaam
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo yeh husn waale
Ishq waalo karo salaam
(Rap verse)
Pehna hai pehna hai, maine pyar tumhara
Teri hi toh khwaisho mein khud ko yaar sawara
Rehne de rehne de, baahon ke ghere mein
Main bhi haari aashiqui mein, dil bhi mera haara
Ho aashiqui mein haar kaisi
Paas jab dildaar aisi
Tu na jeeti main na haara
Pyar ki takraar kaisi
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo yeh husn waale
Ishq waalo jhuke tamaam
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo yeh husn waale
Ishq waalo karo salaam
(Rap)
Jhukta hai jhukta hai, dil yeh tere aage
Main na jaanu dil na jaane tu kya mera laage
Gum kyun hai gum kyun hai, jaane dil yeh aise
Jaane kaise jodh liye hai dil ne tumse dhaage
Ho jodhta hai dil hi dil ko
Yeh bada hoshiyar hai
Husn waalo pe fida yeh
Ek nahin sau baar hai
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo yeh husn waale
Ishq waalo bano ghulam
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo yeh husn waale
Ishq waalo karo salaam
(Rap)
Everybody now join me in the song
Clap your hands and shake on your waist
And move on your feet along
Everybody now join me in the song
Mere dil se yeh dil mila lo