Aye Meri Zohra Jabeen
Waqt
Lyrics
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maloom nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maloom nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan
Yeh shokhiyan, yeh baankpan
Joh tujh mein hai kahin nahi
Yeh shokhiyan, yeh baankpan
Joh tujh mein hai kahin nahi
Dilon ko jeetne ka fann
Joh tujh mein hai kahin nahi
Main teri, main teri aankhon mein pa gaya do jahaan
Main teri, main teri aankhon mein pa gaya do jahaan
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maloom nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan
Tu meethe bol jaan-e-mann
Joh muskura ke bol de
Tu meethe bol jaan-e-mann
Joh muskura ke bol de
Toh dhadkano mein aaj bhi
Sharaabi rang ghol de
O sanam, O sanam main tera aashiq-e-jaavidan
O sanam, O sanam main tera aashiq-e-jaavidan
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maloom nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maloom nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan
Watch Video