Aye Dil
Love Games
Lyrics
Jannat jannat chilaye dil
Dozakh dozakh dikhlaye dil
Darr raha hai toot jaane se
Kar raha hai khud hi khud ke tukde tukde
Tu aye dil chahta hai kya sang dil
Chahta hai kya tang dil
Aye dil chahta hai kya sang dil
Chahta hai kya tang dil
Jaane na dil ... na na na
Jaane na dil ... na na na
Jaane na dil ... na na na
Haai haai chilaye dil
Saaye saaye dikhlaye dil
Darr raha hai kaali raaton se
Kar raha hai chaand ke phir kyun tukde tukde
Tu aye dil chahta hai kya sang dil
Chahta hai kya tang dil
Jaane na dil ... na na na
Jaane na dil ... na na na
Jaane na dil ... na na na
Ashq hai ya ishq hai mera
Kyun aankh se tapak raha hai dil
Kho raha hai ya khud ko paa liya hai
Kyun yaad chaak kar raha hai dil
Darr raha hai dariya hone se
Kar raha hai khud hi khud ke katre katre
Tu aye dil chahta hai kya sang dil
Chahta hai kya tang dil
What do you want
What do you want
What do you want
Aye dil chahta hai kya tang dil
Chahta hai kya sang dil
Jaane na dil ... na na na
Jaane na dil ... na na na
Jaane na dil ... na na na
Watch Video