Ayaashi
Badmaash Company
Lyrics
Beparwah ho gaye hai
Behaya ho gaye hai
Befikrey ho gaye hai hum
Bad boy!
Beparwah ho gaye hai
Behaya ho gaye hai
Befikrey ho gaye hai hum
Badmaashi ho rahi hai
Betaabi ho rahi hai
Befikrey ho gaye hai hum
Hadh se badi hai ye ayaashi
Sar chadi hai ye ayaashi
Humpe yara jach rahi hai ye ayaashi ye ayaashi
Lat si lagi hai ye ayaashi
Bandagi hai ye ayaashi
Humpe yara jach rahi hai ye ayaashi ye ayaashi
Hey hey ... hey hey ... hey hey ayaashi
A-Y-A-A-S-H-I ... A-Y-A-A-S-H-I ... ayaashi
All right!
Jalke, dhuan dhuan jal jalke
Tarse, maange tu joh mar marke
Tu ye khwaabon mein bhi chahega
Duaon mein bhi maangega
Tu phir bhi na payega
Chori, uspe cheena japti hai
Toh hi, kismat aise patti hai
Tu ye khwaabon mein bhi chahega
Duaon mein bhi maangega
Tu phir bhi na payega
Hum se buri hai ye ayaashi
Cheez fitoori ye ayaashi
Humpe yara jach rahi hai ye ayaashi ye ayaashi
Lat si lagi hai ye ayaashi
Bandagi hai ye ayaashi
Humpe yara jach rahi hai ye ayaashi ye ayaashi
Hey hey ... hey hey ... hey hey ayaashi
A-Y-A-A-S-H-I ... A-Y-A-A-S-H-I ... ayaashi
I'm high and losing, freaking my mind
Can't get enough out of this spirtual kind
Get me high, get me low, but noise is sublime
Blow up to get, get caught this time
Dekho, khel mein joh sota hai
Seekho, fail woh hi hota hai
Tu joh dekhta hi jayega
Joh lootna na aayega
Tu haarta hi jayega
Dekho, daao pe zamana hai
Humko, jeet ke hi jaana hai
Tu joh dekhta hi jayega
Joh lootna na aayega
Tu haarta hi jayega
Hadh se badi hai ye ayaashi
Sar chadi hai ye ayaashi
Humpe yara jach rahi hai ye ayaashi ye ayaashi
Lat si lagi hai ye ayaashi
Bandagi hai ye ayaashi
Humpe yara jach rahi hai ye ayaashi ye ayaashi
Hey hey ... hey hey ... hey hey ayaashi
A-Y-A-A-S-H-I ... A-Y-A-A-S-H-I ... ayaashi
Hey hey ... hey hey ... hey hey
A-Y-A-A-S-H-I ... A-Y-A-A-S-H-I ... ayaashi
Watch Video