Lyric4U
Awargi

Love Games

Watch Video
Lyrics
Awargi se dil bhar gaya
Teri gali mein rehne laga
Jaise kabhi bhi ki na kisi ki
Teri fiqar mein rehne laga
Tere aansoon piyun main
Kabhi tujhko hansaun
Tujhe door se dekhun
Kabhi dil mein basaun
Teri khatir jeeyun main
Kabhi tujhpe lutaun
Yeh jaan meri jaan hai tu
Bas tu
Awargi se dil bhar gaya
Teri gali mein rehne laga
Tere aansoon piyun main
Kabhi tujhko hansaun
Tujhe door se dekhun
Kabhi dil mein basaun
Teri khatir jeeyun main
Kabhi tujhpe lutaun
Yeh jaan meri jaan hai tu
Bas tu
Na toh khud ka tha kabhi
Na khuda ka main
Tu mila toh ho gaya
Khud-ba-khud tera main
Hone laga hai khud pe ab mujhko yakeen
Imaan badal ke mera tu badalna nahi
Tere khuda se maangun main kya
Mujhko duayein aati nahin
Tujhse mohabbat kaise karun main
Mujhko wafaayein aati nahin
Tujhe dekh ke lekin
Yeh dil dagmagaye
Mujhe azaan dekar
Tu mujhko jagaye
Mujhe meri nazar mein
Tu mujhko uthaye
Mera imaan meri jaan hai tu
Bas tu ... hai tu ... hai tu
Watch Video