Aur Tanha
Love Aaj Kal (2020)
Lyrics
Tu hi toh hai
Tu hi toh hai
Har pal hi teri baaton mein guzarta
Itna kyun mere saath aayi tu
Tu na jaane
Tu na jaane
Har pal mein tu hai main hoon ya hai rasta
Itna kyun mujhko door laayi tu
Na main vaada karta hoon, na main bhoola karta
Tu hai toh sab raston pe main kya dhoondha karta
Yoon tera hona bhi aur tanha karta
Tu hi toh hai
Tu hi toh hai
Joh hanste hanste aankhen bhar sakti hai
Ab itni toh pehchaan ho gayi
Nahi hai toh nahi hai tu
Ab chhoda hai toh sach mein chhod de mujhko
Kyun har pal ki mehmaan ho gayi
Main yoon tanha jeeta hoon jaise koi marta
Yeh bhi koi hona hai joh hai aankhen bharta
Yoon tera hona bhi aur tanha karta
Aur tanha karta
Aur tanha karta
Aur tanha karta
Watch Video