Lyric4U
Aur Ho

Rockstar

Watch Video
Lyrics
Meri bebasi ka bayaan hai
Bas chal raha na is ghadi
Meri bebasi ka bayaan hai
Bas chal raha na is ghadi
Ras hasrat ka nichhod doon
Kas baahon mein aa todh doon
Chahoon kya jaanu na
Cheen loon, chhod doon
Is lamhe kya kar jaon
Is lamhe kya kar jaon
Is lamhe kya kar doon main
Joh mujhe chain mile aaraam mile
Aur ho, aur ho saans ka shor ho
Aanch bhi aur badhe
Aur ho, aur ho saans ka shor ho
Taap bhi aur chadhe
Aur ho, aur ho aur mile hum
Aur bhi jal jaaye
Tujhe pehli baar main milta hoon har dafaa
Meri bebasi ka bayaan hai
Tujhe cheen loon ya chhod doon
Tujhe maang loon ya modh doon
Is lamhe kya kar jaon
Is lamhe kya kar doon main
Joh mujhe chain mile aaraam mile
Aur ho, aur ho saans ka shor ho
Aanch bhi aur badhe
Aur ho, aur ho saans ka shor ho
Taap bhi aur chadhe
Aur ho, aur ho aur mile hum
Aur bhi jal jaaye
Le le le ... jiya jiya ... piya piya
Main hasrat mein ek uljhi dor hua
Suljha de ... ho ho
Main dastak hoon tu bandh kiwaadon sa
Khul ja re ... ho ho
O bebasi mann mein basi
Aa jeete jeete jee le sapna
Aur ho, aur ho saans ka shor ho
Aanch bhi aur badhe
Aur ho, aur ho aur mile hum
Aur bhi jal jaaye
Ruke se na ruke
Yeh na thake
Aandhi si joh chale in saanson ki
Pata bhi na chale
Kahan pe kya jaale
Hai darr se
Tann mann ki sihran se
Hasrat ki sulgan se
Bhadke aur shola shola jaale bujhe
Dhuaan dhuaan oh
Dhuaan dhuaan lage mujhe
Dhuaan dhuaan oh
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai
Watch Video