Assalaam Vaalekum
Aap Kaa Surroor
Lyrics
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Har insaan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyar kiya hai
Maine, aap sabne
Toh ussi pyar ke naam zindagi kurbaan
Mohtarama
Jab aaye saamne nazro ke tum ... mohtarama
Hosh-o-hawaas mere ho jaaye ghum ... mohtarama
Jab aaye saamne nazro ke tum
Hosh-o-hawaas mere ho jaaye ghum
Duayein karoon, main sajda karoon, yahi main kahoon
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Mohtarama
Jab aaye saamne nazro ke tum
Hosh-o-hawaas mere ho jaaye ghum
Duayein karoon, main sajda karoon, yahi main kahoon
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Teri kashish tadpati hai
Dard-e-dil yeh badhati hai
Betaabi ke aalam se
Sehnoja yeh tarsati hai
Awaara armaano ki manzil tum
Deewane lamho ki ho mehfil tum
Awaara armaano ki manzil tum
Deewane lamho ki ho mehfil tum
Mere jazbaat mein tum ho rawa ... mohtarama
Tum pe kurbaan hai dil ka jahaan ... mohtarama
Mere jazbaat mein tum ho rawa
Tum pe kurbaan hai dil ka jahaan
Duayein karoon, main sajda karoon, yahi main kahoon
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum up north
Assalaam vaalekum down south
Assalaam vaalekum east west
Giving all I love, as I confess
Yaadon ki tanhaai mein
Jazbon ki gehrayi mein
Ehsaason ki sargarmi hai
Tere khwaabon ki parchayi mein
Dard-e-mohabbat ka hai yeh jaadu
Betaabiyan hai meri beqaabu
Dard-e-mohabbat ka hai yeh jaadu
Betaabiyan hai meri beqaabu
Tumse deewangi ka hai nasha ... mohtarama
Pehle deedar se main hoon fida ... mohtarama
Tumse deewangi ka hai nasha
Pehle deedar se main hoon fida
Duayein karoon, main sajda karoon, yahi main kahoon
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
Mohtarama
Watch Video