Lyric4U
Arziyan

Delhi-6

Watch Video
Lyrics
Arziyan saari main chehre pe likh ke laaya hoon
Tum se kya maangu main
Tum khud hi samajh lo
Ya maula ... maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula ... maula maula
Maula maula ... maula maula
Daraare daraare hai maathe pe maula
Marammat muqadar ki kar do maula mere maula
Tere dar pe jhuka hoon, mita hoon, bana hoon
Tere dar pe jhuka hoon, mita hoon, bana hoon
Marammat muqadar ki kar do maula
Marammat muqadar ki kar do maula
Joh bhi tere dar aaya, jhukne joh sar aaya
Mastiyan piye sabko, jhoomta nazar aaya
Joh bhi tere dar aaya, jhukne joh sar aaya
Mastiyan piye sabko, jhoomta nazar aaya
Pyaas leke aaya tha dariya woh bhar laaya
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya
Noor ki baarish mein
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula ... maula maula
Maula maula ... maula maula
Daraare daraare hai maathe pe maula
Marammat muqadar ki kar do maula mere maula
Joh bhi tere dar aaya, jhukne joh sar aaya
Mastiyan piye sabko, jhoomta nazar aaya
Joh bhi tere dar aaya, jhukne joh sar aaya
Mastiyan piye sabko, jhoomta nazar aaya
Ho ek khushboo aati thi
Ho ek khushboo aati thi
Main bhatakta jaata tha
Reshmi si maaya thi
Aur main takta jaata tha
Jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya
Jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya
Mujh mein hi woh khushboo thi jise tune milwaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula ... maula maula
Maula maula ... maula maula
Daraare daraare hai maathe pe maula
Marammat muqadar ki kar do maula mere maula
Toot ke bikharna mujhko zaroor aata hai
Toot ke bikharna mujhko zaroor aata hai
Warna ibaadat waala shahoor aata hai
Sajde mein rehne do, ab kahin na jaunga
Sajde mein rehne do, ab kahin na jaunga
Ab joh tumne thukraya toh sawar na paunga
Maula maula maula mere maula
Maula maula ... maula maula
Maula maula ... maula maula
Daraare daraare hai maathe pe maula
Marammat muqadar ki kar do maula mere maula
Sar utha ke maine toh kitni khwahishein ki thi
Kitne khwaab dekhe the, kitni koshishein ki thi
Jab tu rubaroo aaya
Jab tu rubaroo aaya, nazrein na mila paaya
Sar jhuka ke ek pal mein
Sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahi paaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula ... maula maula
Maula maula ... maula maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula ... maula maula
Maula maula ... maula maula
Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya

Mere maula maula ... maula maula
Mere maula maula ... maula maula
Mere maula
Watch Video