Lyric4U
Arre Yaaron Mere Pyaaron

Jo Jeeta Wohi Sikandar

Watch Video
Lyrics
Jawaan ho yaaron yeh tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Jawaan ho yaaron yeh tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Yeh maana abhi hai khaali haath
Na honge sada yehi din raat
Kabhi toh banegi apni baat
Arre yaaron, mere pyaaron
Meri maano dildaaron
Jawaan ho yaaron yeh tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Yeh maana abhi hai khaali haath
Na honge sada yehi din raat
Kabhi toh banegi apni baat
Arre yaaron, mere pyaaron
Meri maano dildaaron
Mehnat se mile joh uspe guzaar
Duje ke maal ko thokar se maar
Aayegi idhar bhi ek din bahaar
Hoga yeh zamaana humpe nisaar
Yeh maana abhi hai khaali haath
Na honge sada yehi din raat
Kabhi toh banegi apni baat
Arre yaaron, mere pyaaron
Meri maano dildaaron
Isko chhuna nahi, hey Ram Ram
Yeh toh hai paap ki gathri tamaam
Kab yeh rut badal jaaye kisko khabar
Lag jaaye humein bhi sone ke par
Phir aise udenge hum sab yaar
Gulon se lagegi motor car
Haseena hogi gale ka haar
Arre yaaron, mere pyaaron
Meri maano dildaaron
Jawaan ho yaaron yeh tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Yeh maana abhi hai khaali haath
Na honge sada yehi din raat
Kabhi toh banegi apni baat
Arre yaaron, mere pyaaron
Meri maano dildaaron
Watch Video