Arey Pyaar Kar Le
Shubh Mangal Zyada Saavdhan
Lyrics
Meri marzi mera dil
Jisko doon tujhko kya
Duniya wale joh bhi bole
Kehne do mujhko kya
Main khullam khulla aaj yeh izhaar karta hoon
Main aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
Yaar bina chain kahan re
Pyaar bina chain kahan re
Sona nahi chandi nahi yaar toh mila
Arey pyaar kar le
Yaar humein paisa nahi pyaar chahiye
Koi manchaha dildaar chahiye
Pyaar ko zamana kamzor samjhe
Aashiqon ko duniya yeh chor samjhe
Pyaar na rukega chahe war kar le
Ayushmaan bhava
Yaar bina chain kahan re
Pyaar bina chain kahan re
Sona nahi chandi nahi yaar toh mila
Arey pyaar kar le
Arey pyaar kar le
Arey pyaar kar le
Watch Video