Lyric4U
Are Re Are (Part 2)

Dil To Pagal Hai

Watch Video
Lyrics
Yaad kuch aata nahi
Yeh hua kab se
Ho gaya muskil chupana
Raaz yeh sab se
Tum kaho toh maang loon main
Aaj kuch rab se
Are re are yeh kya hua
Koi na pehchana
Are re are banta hai toh
Ban jaaye afsana
Saamne hai raaste
Hum guzar jaaye
Ya kisi ke vaaste
Hum thehar jaaye
Ab yahaan tak aa gaye hai
Ab kidhar jaaye
Are re are yeh kya hua
Koi na pehchana
Are re are banta hai toh
Ban jaaye afsana
Watch Video