Lyric4U
Are Re Are

Dil To Pagal Hai

Watch Video
Lyrics
Aa aa ha ha ... tu ru ru ru
Aa aa ha ha ... tu ru ru ru
La la la ... la la la
La la la ... la la la
Are re are yeh kya hua
Maine na yeh jaana
Are re are ban jaaye na
Kahin koi afsana
Are re are kuch ho gaya
Koi na pehchana
Are re are banta hai toh
Ban jaaye afsana
Aa aa ha ha ... tu ru ru ru
Aa aa ha ha ... tu ru ru ru
Haath mera thaam lo
Saath jab tak ho
Baat kuch hoti rahe
Baat jab tak ho
Saamne baithe raho tum
Raat jab tak ho
Are re are yeh kya hua
Maine na yeh jaana
Naam kya de kya kahe
Dil ke mausam ko
Aag jaise lag gayi
Aaj shabnam ko
Aaise lagta hai kisi ne
Chhu liya humko
Are re are yeh kya hua
Maine na yeh jaana
Are re are ban jaaye na
Kahin koi afsana
Are re are kuch ho gaya
Koi na pehchana
Are re are banta hai toh
Ban jaaye afsana
Tum chale jao zara
Hum sambhal jaaye
Dhadkane dil ki kahin
Na machal jaaye
Waqt se aage kahin na
Hum nikal jaaye
Are re are yeh kya hua
Koi na pehchana
Hum mein tum mein kuch toh hai
Kuch nahin hai kya
Aur kuch ho jaaye toh
Kuch yakeen hai kya
Dekh lo yeh dil jahan tha
Yeh wahin hai kya
Are re are yeh kya hua
Maine na yeh jaana
Are re are ban jaaye na
Kahin koi afsana
Are re are kuch ho gaya
Koi na pehchana
Are re are banta hai toh
Ban jaaye afsana
La la la ... la la la
La la la ... la la la
Watch Video