Lyric4U
Apni Yaadon Ko

Pyaar Ishq Aur Mohabbat

Watch Video
Lyrics
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko todh na jaana
Jaana main hoon tera deewana
Deewana aashiq pehla purana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko todh na jaana
Jaana main hoon tera deewana
Deewana aashiq pehla purana
Jaise tune toda mera dil, tera dil tootega
Jaise tune toda mera dil, tera dil tootega
Tere haathon se bhi kisi ka daaman chhutega
Yaad rakhna o beqadar, bekhabar, bewafa
Saari rasmon ko chhod na jaana
Apni kasmon ko todh na jaana
Jaana main hoon tera deewana
Deewana aashiq pehla purana
Mere baad ab kisko barbaad karegi
Mere baad ab kisko barbaad karegi
Meri tarah tu bhi ek din fariyaad karegi
Yaad rakhna o beadab, besamajh, beimaan
Aise apno ko chhod na jaana
Mere sapno ko todh na jaana
Jaana main hoon tera deewana
Deewana aashiq pehla purana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko todh na jaana
Jaana main hoon tera deewana
Deewana aashiq pehla purana
Watch Video