Lyric4U
Ankahee

Lootera

Watch Video
Lyrics
Kya kabhi savera ... ha ha
Laata hai andhera ... ha ha
Sookhi siyahi deti hai gawaahi
Sadiyon purani aisi ik kahani
Reh gayi, reh gayi, ankahee, ankahee
Kya kabhi savera ... ha ha
Laata hai andhera ... ha ha
Sookhi siyahi deti hai gawaahi
Sadiyon purani aisi ik kahani
Reh gayi, reh gayi, ankahee, ankahee
Kya kabhi bahaar bhi peshgi laati hai
Aane wale patjhar ki
O baarishein naraazgi bhi jataa jaati hai
Kabhi kabhi ambar ki
Patte joh shaakhon se toote
Bewajah toh nahi roothe hai sabhi
Khwaabon ka jharokha ... ha ha
Sach tha ya dhokha ... ha ha
Maatha sehla ke nindiya churaai
Sadiyon purani aisi ik kahani
Reh gayi, reh gayi, ankahee, O ankahee
Watch Video