Anjaana Anjaani
Anjaana Anjaani
Lyrics
Halka halka sa ghumaan hai
Jaane kya mujhe hua hai
Har nazar dar badar ajnabi
Humko bhi yehi gila hai
Joh bhi aaj kal mila hai
Har kadam dam badam ajnabi
Is taraf joh hai udaasi
Is taraf bhi hai zara si
Dil ki raahon ke do ajnabi
Anjaana kehne ko hi tha
Mera tha woh joh bhi tha
Anjaani hai magar nahi ke tu
Hai yahin kahin
Jab se jaana ke ab na chahna hai
Phir kabhi bhi tujhe
Chahaton se kinara kar liya
Jab se socha ke ab na sochenge
Phir kabhi bhi tumhe
Dil ne koi bahana kar diya
Ho mere tumhare darmiyan mein
Joh baatein hui nahi hai
Kabhi dua mein, kabhi zubaan mein
Kyun tumne kahin nahi hai
Kehne ko toh kya nahi hai
Dar pe har khushi khadi hai
Phir bhi kyun lag rahi hai kami
Anjaana kehne ko hi tha
Mera tha woh joh bhi tha
Anjaani hai magar nahi ke tu
Hai yahin kahin
Aye mere khuda
Door kahin kya ho rahi hai subah
Mil gayi mujhe, mil gayi tujhe
Wahan jeene ki phir wajah
Tu joh keh de toh manzilein
Mil jaaye yoon aaj phir hum mein
Tere mere yeh raaste
Lag jaaye yoon aaj phir gale
Main bhi hoon tere siraane
Daudti hoon us kinare
Hai jahan pe mera ab jahaan
Anjaana kehne ko hi tha
Mera tha woh joh bhi tha
Anjaani hai magar nahi ke tu
Hai yahin kahin
Watch Video