Lyric4U
Andaz Mera Mastana

Dil Apna Aur Preet Parai

Watch Video
Lyrics
Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara sochke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana
Ke hum bhi jawan hai
Samma bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai
Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara sochke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana
Ke hum bhi jawan hai
Samma bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai
Pyar ki kitaab hoon main
Sach hoon phir bhi khwaab hoon main
Dekhkar suroor aaye woh ajab sharaab hoon main
Main hoon jawani ka rangeen tarana, rangeen tarana
Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara sochke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana
Ke hum bhi jawan hai
Samma bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai
Tujhko meri justuju hai
Mujhko teri aarzu hai
Mere dil ka aaina tu, dil ke aaine mein tu hai
Humse hi roshan hai sara zamana, sara zamana
Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara sochke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana
Ke hum bhi jawan hai
Samma bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai
Main kidhar hoon tu kahan hai
Yeh zameen ya aasmaan hai
Mere tere pyar ki yeh kya ajeeb dastan hai
Meetha sa yeh dard bhi hai suhana, dard suhana
Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara sochke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana
Ke hum bhi jawan hai
Samma bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai
Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara sochke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana
Ke hum bhi jawan hai
Samma bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai
Watch Video