Lyric4U
Andar Baahar Baahar Andar

Andar Baahar

Watch Video
Lyrics
Andar baahar, baahar andar
Hum hai jahan wahan jalwe
Andar baahar, baahar andar
Hum hai jahan wahan jalwe
Apni aankhon mein rehte hai
Hardam jawaan jawaan jalwe
Andar baahar, baahar andar
Hum hai jahan wahan jalwe
Ik toh haseen chehra uspe yeh kafir adaayein
Tauba tauba
Bin pooche dil mein utar jaane wali nigahein
Tauba tauba
Jalwe joh hai tujh mein sanam
Aise haseen kahan jalwe
Andar baahar, baahar andar
Hum hai jahan wahan jalwe
Seene se lag ja zara aur bhi mere dilbar
Aaye maza
Din hai mohabbat ke chadti jawaani ka yaaron
Chhaya nasha
Hone lage hum pe ajeeb
Khud hi meherbaan jalwe
Andar baahar, baahar andar
Hum hai jahan wahan jalwe
Main teri aankhon se pee ke behakne laga hoon
Jaan-o-jigar
Aise mein ab aur na jaane kya gul khilenge
Kisko khabar
Aa loot le masti mein hum
Milke meri jaan jalwe
Andar baahar, baahar andar
Hum hai jahan wahan jalwe
Apni aankhon mein rehte hai
Hardam jawaan jawaan jalwe
Andar baahar, baahar andar
Hum hai jahan wahan jalwe
Watch Video