Lyric4U
Allah Maaf Kare

Desi Boyz

Watch Video
Lyrics
Tauba tauba tere pyar mein
Lut gaya iqraar mein
Tauba tauba tere pyar mein
Lut gaya iqraar mein
Tauba tauba tere pyar mein
Lut gaya iqraar mein
Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
O tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
Dekha tujhe toh saansein ruk gayi
Sajde mein yeh aankhen jhuk gayi
Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
Tauba tauba tere pyar mein
Lut gaya iqraar mein
Yeh din jawaani ke, dil ki kahani ke
Aise bitata hoon main
Tere khayalon mein, apne sawaalon mein
Uljha sa jaata hoon main
Ho ladte ladte aankhen lad gayi
Dil ki baatien aage badh gayi
Thodi shararat ho gayi Allah maaf kare
Meri toh sudh-budh kho gayi Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi Allah
Maana zamana yeh deta hai taana
Yeh thoda awaara hoon
Joh bhi hoon, jaisa hoon, aisa ya vaisa hoon
Ab toh tumhara hoon main
Ho aate jaate dekhun tujhko
Jaane hua hai yeh kya mujhko
Sabse bagawat ho gayi Allah maaf kare
Saari sharafat kho gayi Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi Allah
Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare
Tauba tauba tere pyar mein
Lut gaya
Tauba tauba tere pyar mein
Lut gaya
Watch Video