Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Major Saab
Lyrics
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Sabki nazar mein na aaya karo
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Sabki nazar mein na aaya karo
Nazar lag jayegi
Samjho zara baat meri janaab
Bazaria mein sabki nazaria kharaab
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Tum aaina joh dekho
Woh bhi sambhal ke dekho
Tum aaina joh dekho
Woh bhi sambhal ke dekho
Chanchal sa mann tumhara
Na phaas le tumhi ko
Chanchal sa mann tumhara
Na phaas le tumhi ko
Darpan se khudko bachaya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
O patjhad ho ya ho sawaan
Ho basant ya bahaar
Patjhad ho ya ho sawaan
Ho basant ya bahaar
Tere roop ka nazara
Deta mujhe qaraar
Tere roop ka nazara
Deta mujhe qaraar
Na jhatkake zulfein phiraya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Maine tumse yeh kaha tha
Mujhe saath leke chalna
Maine tumse yeh kaha tha
Mujhe saath leke chalna
Tumne bhi yahi bola
Haan saath hi hai chalna
Tumne bhi yahi bola
Haan saath hi hai chalna
Waada kiya toh nibhaya karo
Baat ban jayegi
Baat ban jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Sabki nazar mein na aaya karo
Nazar lag jayegi
Deewana kardogi duniya ko tum
Agar baat meri na maanogi tum
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Watch Video