Ajnabi
Superstar
Lyrics
Ajnabi khwaab mein dekha tha joh ho tum wohi
Dil mujhe le chala chal pada main toh wahin

Raat din main jaagta hoon
Beete pal ko sochta hoon
Har kadam ko dekhta hoon main

Kuch toh naya ehsaas hai joh mera mann udh raha
Roke se bhi rukta nahi, kis ore yeh mudh raha
Boondein giri khwahisho ki toh main ek pal bhi na khud mein raha
Ajnabi khwaab mein dekha tha joh ho tum wohi
Dil mujhe le chala chal pada main toh wahin
Khushboo ghuli jazbaat mein jaane paheli hai kya
Baithe huye socha karun yeh kya mujhe ho gaya
Jhonka koi ek anjaan sa dhadkano ko meri chhu raha

Watch Video