Aitbaar Nahi Karna
Qayamat
Lyrics
Aitbaar nahi karna
Intezaar nahi karna
Aitbaar nahi karna
Intezaar nahi karna
Hadh se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

Ikraar nahi karna
Jaan nisaar nahi karna
Hadh se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Hadh se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Manzilein bichad gayi, raaste bhi kho gaye
Aaye phir na lautke joh deewaane ho gaye
Chahaton ki bebasi, dooriyon ke gham mile
Bekarariyan mili, chain yaar kam mile
Bekarar nahi karna
Intezaar nahi karna
Hadh se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Hadh se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Koi toh wafa kare, koi toh jafa kare
Kisko hai pata yahan kaun kya khata kare
Aisa na ho ishq mein koi dil ko todh de
Beech raah mein sanam tera saath chhod de
Izhaar nahi karna

Watch Video