Lyric4U
Aisa Pehli Baar Hua Hai

Har Dil Jo Pyar Karega

Watch Video
Lyrics
Aaj kal kyun mera waqt kat'ta nahi
Koi chehra nigahon se hat'ta nahi
Kya hai betaabiyan maine na jaana tha
Pehle kabhi dil na deewana tha
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Hey aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi, koi aaye jaaye mere khayalon mein
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Hey aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi, arre koi aaye jaaye mere khayalon mein

Sapne sajata hoon khamosh raaton mein
Main doob jaata hoon anjaani baaton mein
Hey sapne sajata hoon khamosh raaton mein
Main doob jaata hoon anjaani baaton mein
Koi hawa mein dupatta udaye
Meri jawan dhadkano ko badhaye
Mujhko sambhalo, o mere yaaron
Yeh main kahan kho gaya haan
Arre uljha uljha rehta hoon uljhe uljhe baalon mein
Aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi, arre koi aaye jaaye mere khayalon mein
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi joh aahat ho main jaag jaata hoon
Yaadon ke peeche kyun main bhaag jaata hoon
Hey koi joh aahat ho main jaag jaata hoon
Yaadon ke peeche kyun main bhaag jaata hoon
Tanhaai mein dil dhadakne laga hai
Na jaane kyun ab tadapne laga hai
Main poochta hoon koi bata de
Yeh kya mujhe ho gaya
Arre mera naam likh do tum ab pagal dilwalo mein

Hey yeah!
Watch Video