Agar Tu Hota
Baaghi: A Rebel For Love
Lyrics
Meri raahon mein pade
Tere pairon ke nishaan
Ne kaha, ne kaha
Teri saanson se judi
Meri saanson ki wafa
Ne kaha, ne kaha
Girte in aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
In ashqon mein main na hota
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Paaon ko the mile zameen ki tarah
Aankhon mein kyun hue nami ki tarah
Dil ko tum kehte the khuda ka hai ghar
Chhod ke kyun gaye ajnabi ki tarah
Girte in aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
In ashqon mein main na hota
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Bin tere dekh main, zara sa lagoon
Gham se hi aaj kal, bhara sa lagoon
Chhod de saath na zindagi meri
Soch ke baat yeh dara sa lagoon
Girte in aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
In ashqon mein main na hota
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Watch Video