Lyric4U
Afsana Pyar Ka

Afsana Pyar Ka

Watch Video
Lyrics
Dil mera deewana pyar ka
Dil tera deewana pyar ka
Taqdeer se hum tum mile
Lo shuru ho gaya
Afsana pyar ka
Afsana pyar ka
Dil mera deewana pyar ka
Dil tera deewana pyar ka
Taqdeer se hum tum mile
Lo shuru ho gaya
Afsana pyar ka
Afsana pyar ka
Jis din se tujhe dekha yahan
Yeh dil tha bekarar
Aaya magar honthon pe toh
Afsana yeh pehli baar
Har pal dil ko mere yahan
Shayad tha intezar
Pehle khule teri zubaan
Tu khud sunaye yahan
Afsana pyar ka
Afsana pyar ka
Dil mera deewana pyar ka
Dil tera deewana pyar ka
Taqdeer se hum tum mile
Lo shuru ho gaya
Afsana pyar ka
Afsana pyar ka
Bhoole na kabhi bhi humko jahan
Aisa karenge pyar
Jaisa kabhi pehle kahin
Kiya kisi ne na yaar
Mil jaaye jab do dil jawan
Aise kahin ek baar
Yeh khwaab na toote kabhi
Phir khatam ho na yahan
Afsana pyar ka
Afsana pyar ka
Dil mera deewana pyar ka
Dil tera deewana pyar ka
Taqdeer se hum tum mile
Lo shuru ho gaya
Afsana pyar ka
Afsana pyar ka
Afsana pyar ka
Watch Video