Ada
Garam Masala
Lyrics
Ada aaye haaye ada
Hosh udaye ada
Kar de deewana
Ada jaan lewa ada
Qatilana ada
Maar daale na
Awaara yahan dil kitne hue lapata
Ada aaye haaye ada
Hosh udaye ada
Kar de deewana
Ada jaan lewa ada
Qatilana ada
Maar daale na
Awaara yahan dil kitne hue lapata
Aarzoo kahe tere honthon ko choom loon
Teri baahon mein jhoom loon, aa paas aa
Aarzoo kahe tere honthon ko choom loon
Teri baahon mein jhoom loon, aa paas aa
Zulfon se sanam teri khushboo chura loon main
Nigaahon mein chupa loon main, na door ja
Jaan-e-jaan tujhe dekhte hi hua main fida
Ada aaye haaye ada
Hosh udaye ada
Kar de deewana
Ada jaan lewa ada
Qatilana ada
Maar daale na
Awaara yahan dil kitne hue lapata
Bekaraar hoon mujhe thoda karaar de
Bhale jhootha hi pyar de, nazrein mila
Ho bekaraar hoon mujhe thoda karaar de
Bhale jhootha hi pyar de, nazrein mila
Mauka yeh haseen mile na kal mile yahan
Gale lag ja tu meri jaan ab na sata
Aashiq hoon aashiqui ka mujhe lene de maza
Ada aaye haaye ada
Hosh udaye ada
Kar de deewana
Ada jaan lewa ada
Qatilana ada
Maar daale na
Awaara yahan dil kitne hue lapata
Watch Video