Accident Ho Gaya
Coolie
Lyrics
Allahrakha! ... Allahrakha!
Dono jawaani ki masti mein choor
Hey dono jawaani ki masti mein choor
Tera kasoor na mera kasoor
Na tune signal dekha
Na maine signal dekha
Accident ho gaya rabba rabba
Accident ho gaya rabba rabba
Dono jawaani ki masti mein choor
Tera kasoor na mera kasoor
Na tune signal dekha
Na maine signal dekha
Accident ho gaya rabba rabba
Accident ho gaya, agreement ho gaya
Permanent ho gaya rabba rabba
Hum do anadi na dekha agadi, na dekha pichadi
Patri pe daal di yeh dil ki gaadi
Hum do anadi na dekha agadi, na dekha pichadi
Patri pe daal di yeh dil ki gaadi
Na tune batti dekhi
Na maine jhandi dekhi
Accident ho gaya rabba rabba
Accident ho gaya, agreement ho gaya
Permanent ho gaya rabba rabba
Allahrakha!
Raahein shabab thi, umrein hijaab thi
Tu benaqaab thi, tu benaqaab thi
Mausam ki bhi kuch neeyat kharab thi
Mausam ki bhi kuch neeyat kharab thi
Na tune khatra dekha
Na maine khatra dekha
Accident ho gaya rabba rabba
Accident ho gaya, agreement ho gaya
Permanent ho gaya rabba rabba
Arre nuksaan sara toh bharna padega, o marna padega
Ab pyar humko karna padega
Aye nuksaan sara toh bharna padega, haan marna padega
Haaye ab pyar humko karna padega
Na tune seeti maari
Na maine seeti maari
Accident ho gaya rabba rabba
Accident ho gaya rabba rabba
Dono jawaani ki masti mein choor
Tera kasoor na mera kasoor
Na tune signal dekha
Na maine signal dekha
Accident ho gaya rabba rabba
Accident ho gaya rabba rabba
Accident ho gaya, agreement ho gaya
Permanent ho gaya rabba rabba
Allahrakha! ... Allahrakha!
Watch Video